Special Message

As Salamu Alaikum Rahamthullahi wa Barakatahu Keep visiting Mehdavia Times for community updates.

Sunday, July 6, 2025

Jalsa-e-Azmath-e-Quran - Hadya Tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz K’eram | Bangalore - 27 July 2025




إِنَّا نَحْنُ نَزَّلْنَا ٱلذِّكْرَ وَإِنَّا لَهُۥ لَحَـٰفِظُونَ (15:09)

Be Shak Humne Iss Zikr (Quran) Ko Naazil Kiya Aur Hum Hi Iske nigehbaan hain (Surat-ul-Hijr - 15:09)

Tum Me Se Behtareen Shakhs Woh Hai Jo Quran Sikhe Aur Sikhaye (Hadees)

Ba Silsila-e- 600 saala Taqribaat-e-Meelad-e-Mubayin-e-Kalamullah Hz.Meeran Syed Mohammed Jaunpuri Mahdi Maud AHS 

Jalsa-e-Azmath-e-Quran Hadya tabreek Aur Tahniyath Ba Ezaz-e-Huffaz Keram

Insha Allah, Baroz-e-Itwar (Sunday) 27 July 2025, 10 am ta Namaz-e-Mughrib Ba Maqam Muslim Madhavia Farah MasjidNayandhalli, Bangalore

BA-ZER-E-SADARATH: 

Hz. Peer-o-Murshid Syed Abdul Hai Roshan Munavar Ibrahimi Saheb Damat-e-Barkatahum, Sadr-e-Ijma-e-Murshideen-e-Groh-eMahdavia Chanpatan

MEHMANAN-E-KHUSUSI

  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Al Haj Syed Waliullah Ibrahimi Saheb Qibla, Chanpatan
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Syed Mubarak Miyan Ishaqui Saheb Qibla, Mandya
  • Hz. Peer-o-Murshid Qari-ul-Quran Syed Meeran Ashrafi Saheb Qibla, Donabagatta

MEHMANAN-E-EZAZI

  • Hz. Peer-o-Murshid Syed Meeranji Miyan Yadullahi Saheb Qibla 
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Maulvi Hafiz Al Haj Shah Naseeruddin Saheb Nizami Saheb Qibla, Chanpatna 
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Yadullah Miyan Yadullahi Saheb Qibla, Gangavati
  • Hz. Peer-o-Murshid Maulana Syed Walisha Miyan Khundmiri Saheb Qibla, Donabagatta
  • Hz. Peer-o-Murshid Hafiz Syed Hasan Azhar Mehmoodi Saheb Qibla, Banur
  • Hz. Hafiz Shah Manzoor Miyan Nizami Saheb Qibla, Chanpatan

EZAZI HUFFAZ-e-KERAM

  1. Hz. Hafiz Mohammed Abbas Ali Saheb, Donabgatta 
  2. Hz. Hafiz Faqeer Maulvi Mohammed Khizar Saheb, Mehdavia Farah Masjid, Nayandhalli, Bangalore
  3. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Abu Hurairah Madani Saheb, Jamiat-e-Mahdavia, Matadahalli, Bangalore
  4. Hz. Hafiz Faqeer Syed Alam Ibrahimi Saheb, Channapatna. 
  5. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Syed Akber Saheb, Khurshid Masjid, Mysore
  6. Hz. Hafiz Syed Nayaz Ashrafi Saheb, Noorani Masjid, Bahdravati
  7. Hz. Hafiz Faqeer Syed Murtaza Ashrafi Saheb, Masjid-e-Aqsa, Donabagatta
  8. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mashayaq Syed Meeran Noorani Miyan Saheb,Tadsa
  9. Hz. Maulvi Hafiz Faqeer Mohammed Ziaullah Saheb, Masjid-e-Azam, Donabagatta
  10. Hz. Afzal-ul-Ulama Hafiz Mohammed Zubair Khan Saheb, Manvi
  11. Hz. Maulvi Hafiz Shah Shahabuddin Nizami Saheb (@ Tabrez), Palacode
  12. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Aleem Pasha Saheb, Manvi
  13. Hz. Maulvi Hafiz Syed Roohulla Saheb, Farah Masjid, Donabagatta
  14. Hz. Maulvi Hafiz Imran Khan Saheb, Noorani Masjid, Donabagatta
  15. Hz. Maulvi Hafiz Mohammed Khan Nadvi Saheb, Donabagatta
  16. Hz. Hafiz Syed Umar Saheb Ishaqui  Saheb, Mysore
  17. Hz. Hafiz Mohammed Abdul Musavvir Pasha Saheb, Raichur
  18. Hz. Hafiz Mohammed Khundmir Saheb, Manvi
  19. Hz. Hafiz Mohammed Sheeraz Pasha Saheb, Manvi
  20. Hz. Hafiz Shaikh Taufeeq Saheb, Gulbarga
  21. Hz. Hafiz Tamseel Mahdi Saheb, Chanpatan
  22. Azeezam Hafiz Syed Umar Zaki Khundmiri Saheb, Donabagatta 
  23. Azeezam Hafiz Syed Imaduddin Yadullahi,  Saheb, Tadsa
  24. Azeezah Hafiza Nashrah Bint-e-Sadath Ali Saheb, Donabagatta
  25. Azeezah Hafiza Zuriyath Sallamaha, Walida Sayeeda Farida Banu Saheba Mysore
  26. Azeezam Hafiz Syed Tauseef s/o Syed Yusuf Saheb, Mysuru

Nazim-e-Jalsa: Syed Sharfuddin Shaheb 

Aiye Iss Roohani Mehfil mein Sharikh Hokar Hifz-e-Quran, Bilaghat-e-Nizam Ki Sadath Paanewaley Khush Naseeb Huffa-e-Keram Ki Azeem Sadath Ki Qadar-o-Afzayi Kare. Inki Kamiyabi Ku Milkar Kharaj-e-Tehseen Pesh Karen.

Ye Ba Barkat Ijlaz Har Momeen Mehdavi Ke Iman-o-Aqeede Ki Tajdeed Aur Qaum Ke Naunihalon Ke Liye Mashal-e-Rah Hai.

LIVE TELECAST: Is Jalse Ka Bara-e-Raast Mehdavia Times ke YouTube Channel Aur Blog par telecast Kiya Jayega.

 https://youtube.com/@mehaviatimes

Min Janib

  • Sadar, Secretary -o-Trustees, Muslim Mehdavia Farah Masjid -o-Madrasa Charitable Trust, Bangalore
  • Mehdavia Skill Development Charitable Trust, Nayandhalli Bangalore
  • Mehdavia Madrasa-e-Sufiya, Nayandhalli, Bangalore

No comments:

Post a Comment