IN THE NAME OF ALLAH THE MOST BENEFICIENT THE MOST MERCIFUL
NIZAM-E-AMAL-E-DAIRA
(DEENI, ILLIMI WO AMALI WORKSHOP)
Allamatul-ul-Asar, Muffasira-E-Quran, Jalalat-Ul-llm, Shams-Ul-Ulama HZ.Mashayaq Alhaj Syed Meeranji Abid Khundmiri Qibla Damath Fuyuzuhum.Venue: Abid masjid, Daira Channapatna.
Schedule: From NAMAZ-e-isha (8:00 PM) on 29 January 2011(Saturday) till NAMAZ-e-isha of 30 January 2011(Sunday)
TIME TABLE OF NIZAM-E-AMAL-E-DAIRA
- Baade NAMAZ- E- ISHA, Dinner 10:00 PM tak
- 10:00 PM se subah ke 04:00 PM tak naubat
- FAJR ki NAMAZ ke baad se Tulu-e-aftab tak ZIKRULLAH ya BAYAAN E QURAN yeh silsila suraj poora zaher hone tak jaari rahega
- NAMAZ-e-ISHRAQ(2 ya 4 rakat)
- NAMAZ-e-ISHRAQ se subah 8:00 AM tak ZIKRULLAH ya kisi mouzu par BAYAAN E QURAN
- Subah 8:00 AM se 10:00 AM tak naashta vaghaira
- 10:00 AM NAMAZ-e-CHAASHT(4 rakat)
- NAMAZ-e-CHAASHT se 12:00 PM tak quami aur deeni unwaan par behas
- 12:00 PM se 1:00 PM tak qailoola
- Dopaher 01:00 PM se 02:15 PM tak lunch aur NAMAZ-e-ZOHAR
- 02:15 PM se 05:00 PM tak sawaal-O-jawaab
- NAMAZ-e-ASAR se NAMAZ-e-MAGHRIB tak ZIKRULLAH taqreeban 01:15 min
- NAMAZ-e-MAGHRIB se NAMAZ-e-ISHA tak awwam ki janib se izhaar-e-Rae(symposium)
- Hazireen ko 3 batches ya groups me taqseem kiya jayega
- Ek batch MURSHID QIBLA ke saath ZIKRULLAH mein baithe rahegi 10 PM se 12 AM tak aur baaki ke do(2) groups so jayenge.
- Theek 12:00 am baje IMAM kahenge “LAA ILAAHA ILLALLAH”aur hazir zakireen kahenge “MUHAMMADUR RASOOL ALLAH(SAW)” Yeh aawaz sunkar doosri(2nd) group ZIKRULLAH mein baith jayegi
- 02:00 am baje phir IMAM “ALLAHU ILAAHUNA” kahenge aur hazir zakireen kahenge “MUHAMMADUN NABIYYUNA(SAW)” kahenge Yeh awaaz sunkar teesri(3rd) group ZIKRULLAH mein baith jayagi aur doosri group so jayegi
- 04:00 AM phir MURSHID QIBLA kahenge “AL QURAN WAL MEHDI IMAMUANA (SAW)” aur hazir zakireen kahenge “AMANNA WA SADDAQNA”. Yeh awaaz sunkar sab uth jayenge aur NAMAZ-E-TAHAJJUD padhege aur phir FAJR ki NAMAZ tak ZIKRULLAH mein baith jayenge.
CONTACT NUMBERS:
Syed Shoaib Ashrafi : 0-9738822184Syed Ather Abbas : 0-7259157681
Shadab Mehdi : 0-9743229349
No comments:
Post a Comment