Special Message

As Salamu Alaikum Rahamthullahi wa Barakatahu Keep visiting Mehdavia Times for community updates.

Wednesday, March 31, 2010

Musheerabad One Day Seminar On the Importance of Nikha

Musheerabad - 29 March 2010: Musheerabad witnessed a grand seminar organised by the local youths under the aegis of  Trustee's Board Mehdavia Club, Musheerabad. On 28th March 2010, At  Nawab Bhadur Yar Jung Hall, Musheerabad. Masha Allah the program was very good, and properly managed. Nearly 50 youths took oat to follow the new resolution of not taking dowry, not spending lavishly, and not putting burden on the girls side. The Hall was jam packed with the audience comprising Youth and respected Elder community memders.
There was a women session post namaz-e-Zuhr too, Arranged in the womens in the second floor of the Hall.

Hz. Mashayaq Syed Dilawer Maqssos us Zaman and other dignitaries shared the dias. We Congratulate the organisers for the grand success of the program.

But the ultimate success will be only when the oath is implemented.
We enjoyed the Haleem which was served during the break. I express my deep happiness & It was my pleasure to attend such a program and meet people other like minded youths of Musheerabad.




All the youth and young boys took Ahad(oath) by reading out the following......


Auzao Billahi Minash Shaitaan Nir-rajeem;
Bismillah Hir Rahmaan Nir Raheem
Murshideen Ikram,Buzrogo Aur Moazziz Khawateen. As salam alikum woh Rahmatullahi woh Barakatahu.
Parwar digar-e-Alam ko Hazir-o-Maazir Jaante Huye aur Khatimain Ali His Salaam Ke Tufail Main Aap Sab Ki Maujoodgi Mein. Mein Yeh Ahad Karta Hoon Ke Main Apni Shaadi Mein Ghode-Jode Ki Rakham Ka Mutaleba Nahi Karoonge Aur Na Loonga; Baaja Aur Aatish Baazi Se Parhez Karoonga
Main Yeh Bhi Ahad Karta Hoon Ke Main Israf Karne Aur Kawaane se Inkaar Karoonga. Saat Saat Main Yeh Bhi Ahad Karta Hoon Ke Maashere Mein Islah Ke Maqsad Ko Pesh-e-Nazar Rakhoonga.  Allah Paak Se Aajizaana Dua Goh Hoon Ke Woh Meri Is Koshish Ko Sharf-e-Khubooliyat Ata Farmaye. Aameen!


Allah Un Sab ki Dua Ku Qabool Farmaye aur Un ki Ahad ku pura karne me Madat Kare, Aameen.

Report By:
Inayath Ulla Khan,Mandya
Mehdavia Times

No comments:

Post a Comment