Chanpatna 30 Jul 2015: Kal Baroz-e-Jumerat 14 Shawwal 1436H ke din har dairon me Hz. Badr-e-Muneer Sultan-un-Naseer, Syed-ush-Shohda, Sultan-e-Mehdavia Syed Khundmeer Siddiq-e-Vilayat, Aamil-e-Baar-e-Amanath ki Bahr-e-Aam manayagaya.
ISLAM Zinda hota hai her KARBALA ke baad . !
MEHDAVIYATH Zinda hoti hai her KHAMBEL ke baad ..!!
Fir Aaya Shahaddat Ka Musam
Fir Sar Ki Khuli Mukai Hai.
Fir Aqal Ne Thukar Khai Hai
Fir Ishq Ne Li Angadhai Hai
O Shouk Shahaddat Tha Ya Rab Shiddiq E Villayat Ke Dil Me
Nakkara Jang Bi Inke Liye Nakkara Nahi Shahnai Hai.
Yea Shaa Shaheedha Hoga Karam Ab Quom Ki Khtir Kijie Duwa
Ab Ilm Ki Ilm Se Takar Hai Bhai Ke Mukabil Bhai Hai.
________________________________________________
Chaman Mujassime Khizaa'n
Hazaar Pykare
Fughaa'n
Kli Kli Alam
Nashaa'n
Hai Patta Patta
Gham Bayaa'n.
Zameen Saari Tar
Ba Khoo'n
Hain Arsh O Kursi
Sarnigu'n
Falak Malak Pe Ek
Fusoo'n
Khudayi Saari
Pursukoo'n.
Na Shams Aaj
Zaufishaa'n
Na Rahnuma Hai
Kahkashaa'n
Na Barq Hai Na
Bijliyaa'n
Na Naghma San'j Qumriyaa'n
Na Ran'g Gul Me
Hai Na Bo
Naseem Bangayi Hai
Loo
Padey Hain
Muntashar Saboo
Garaz Ke Maikada
Hai Hoo
Fiza Pe Chagaya
Kohar
Laraz Ut'hey Hain
Bahr O Barr
Hain Kapkapaye Jin
Bashar
Khuda Ki Sar Pe
Hai Nazar
Mohammadain Chashm
Tar
Bichadiye Farishte
Par
Ye Ghalghala Hai
Arsh Par
Ke Cutgaya Miyan Ka Sar,
Ke Cutgaya Miyan
Ka Sar
Ke Cutgaya Miyan
Ka Sar
(Raziallahu
Ta'aala Anhu) Makhooz Az
Khutbate Jumma