Special Message

As Salamu Alaikum Rahamthullahi wa Barakatahu Keep visiting Mehdavia Times for community updates.

Saturday, August 12, 2023

[ LIVE ] Farah Masjid, Bangalore me Du Yaumi Nizam-e-Amal-e-Dairah Mehdavia | 12-13 August 2023


Muslim Mehdavia Farah Masjid o Madrasa Charitable Trust, Nayandhalli, Bangalore ke Zer-e-Ihtemam Du Yaumi Nizam-e-Amal-e-Dairah Mehdavia Saturday (Hafta)12 August 2023 baad namaz-e-Asar se Sunday (Itwar) 13 August 2023 Namaz-e-Isha Tak Mehdavia Farah Masjid mein manaqqad Kiyagayatha. 

Alhamdulillah Ye Ek Kamiyab Jalsa Raha, jis me taqreeban, 50-60 bach aur 150-160 mard hazraat shamil rahe. Aur Parde ke saat 30-40 Aurten bhi shamil rahe.

Pahile Din, Namaz-e-Asar Jalsa Shuru Huva.

Raat Me Naubat ka Ihtemam tha, ju teen hisson me huva 
Batch 1: 11:30 PM to 01:00AM
Batch 2: 01:00 AM to 02:30 AM
Batch 3: 02:30 AM to 04:00 AM 

Doosre din ka aghaz 11:00 baje shuruhuva, aur Namaz-e-Mighrib tak Iqtetaam tak pahunch.

Tamaam Taqareer ku bara-e-raast Mehdavia Times Ke Youtube Channel par telecast kiyagaya.
Taqareer ke recordings darj zel diye gaye hain.


Zikrullah
 Hazrath Peer o Murshid Maulana Maulvi Syed Abdul Hai Saheb Ibrahimi damat Barkatahum

'Mehdaviat: Rooh e Islam Talimaat-e-Imamanna Alaihis Salaam ki Raoshni me' 
Hazrath Peer o Murshid Maulana Maulvi Syed Mubarak Ishaqui Saheb Mudazillahu, Mandya


DAY TWO

'Deeni Taalim aur Iski Ahmiyat'
Hafiz Mohammed Khizr,saheb imam o Khatib, Farah Masjid.

'Khawateen ki Deeni Tarbiyat aur Zaroori Islah'
Hafiz - o - Qari Hz. Mashayaq Syed Meeran Ashrafi Saheb, Damat Barkatahu Dodamghatta.

'Dairon se Door Abad Mehdavion ke liye Dawat-e-Tasdeeq-o-Amal'
Hz Peer o Murshid Maulana Maulvi Shah Naseeruddin Saheb Nizami

Qauf-e-Khuda
Hz Peer o Murshid Maulana Maulvi Syed Mubarak Ishaqui Saheb, Ahl-e-Mandya

'Hum aur Hamare Dairon Ka Nizam'
Hazrath Peer o Murshid Maulana Maulvi Syed Ilahdad Saheb Mehmoodi damat Barkatahum

'Daur e Jadeed mein Aqide Ki Paazdari' 
Hazrath Peer o Murshid Maulana Maulvi Syed Waliullah Miyan Saheb Ibrahimi damat Barkatahum,
Mohtamid Ijma-e-Groh-e-Mehdavia, Chanpatan '

QUESTION & ANSWER SESSION

Concluding Session, Vote of Thanks & Tasbeeeh

No comments:

Post a Comment